Tuesday, April 3, 2012

Rumi's kalam - Naat - Habib-e-Khaaliq-e-Yakta Toui & Gaib-o-Shahadat ~ Hazrat Baba Zaheen Shah

Farid Ayaz & Abu Muhammad Qawwali recite Rumi's Naatiya kalam:


credit audio recording: Sabina Zuberi, London, early 1990s

This rare and peaceful recital starts with a preamble of Khusrau's beautiful rubai in farsi:

Shaahaa ze karam bar man-e darveesh nigar
Bar haal-e khasta-e man-e dil-reesh nigar

Har chand niyam laayeq e bakhshaayesh e to
Dar man manegar bar karam e khesh negar........

trans:
O king! look at me, Thy humble supplicant, through Thy Grace
regard my state of weariness and wounded heart

However much I am unworthy of your mercy
Do not look upon me, look upon your own benevolence
-----

continues on to the Naatiya kalam by Moalana Rumi:

Ya Rasool Allah, Habib e Khaaliq e Yakta Toui ............

-----

and finally in the last part at about 11.10 Ayaz effortlessly switches the tarz ever so slightly and blends in a couple of verses from Baba Zaheen Shah's kalam before switching back to RUMI:

Tabeer-e-Shab-e-Gaib Shabistan-e-Mohammad (SAW)
Wal-Fajar-e-Tulu-e-Rukh-e-Taban-e-Mohammad (SAW)

Hai Koi Jo Dekhy Rukh-e-Tabaan-e-Mohammad (SAW)
Hardam Nigh-e-Haq Hai Nighban-e-Mohammad (SAW)

Ye Mush Fisha Pekar-e-Jan, Khuld Ba Dama
Allah Ray Gulhaay Gulistan-e-Mohammad (SAW)

Ye Aalam-e-Arwah, Ye Barzakh, Ye Shahadat
Kuch Bhi Nahi Juz Husan-e-Khiraman-e-Mohammad (SAW)

Har Aan Nai Shan Main Allah Numaya
Har Shan Hai Allah Ki Shayan-e-Mohammad (SAW)

Gul Ho, Saman Ho K Wo Khushbo-e-Jina Ho
Minat Kashay Yak Jumbish-e-Daman-e-Mohammad (SAW)

Allah Nay Kia Kia Hamay Jalway Na Dikhay
Har Jalwa Nomaya Tha Ba-Unwan-e-Mohammad (SAW)

Ye Alam-e-Imkan Hai Yaha Kia Nahi Mumkin
Laykin Wo Tasauwor Nahi Imkan-e-Mohammad (SAW)

Ye Wosat-e-Konain Meri Tarha Zaheen Aaj
Hazir Hai Tahay Gosha-e-Daman-e-Mohammad (SAW)

~ Hazrat Baba Zaheen Shah
"Lammat-e-Jamal"

1 comment: