Saturday, October 10, 2009

Maang - ھر چیز مسبب سبب سے مانگو

Munshi Raziuddin archives - Phir Mang Phir Mang from Tasawwuf on Vimeo.



ھر چیز مسبب سبب سے مانگو
منت سے، خوشامد سے، ادب سے مانگو

كیوں غیر كے آگےہاتھ پھیلاتے ھو
بندے ھو اگر رب كے تو رب سے مانگو

كیا فائدہ فكر پیش و كم سے ہو گا
ہم كیا ھیں، جو كوئی كام ہم سے ہو گا

جو كچھ بھی ہوا، ہوا كرم سے تیرے
اور جو كچھ ہو گا تیرے كرم سے ہو گا

در در پھرا لے كے التجا
پایا نہ كہیں منزل مقصود كا پتا

آخر تیرے كرم نے پكارا ادھر تو آ
آ پھر ادھر آ، تو پھر مانگ پھر مانگ

______________________________________________________________


"Har Cheez Musabib-e-Sabab Se Mango
Minat Se, Khushamad se, Adab se Mango

Kyon Ghair ke Aage Haath Phailatey ho
Bande he Agar Rab ke to Rab se Mango

Kya Faeda Fikr-e-baish-o-Kam se ho Ga
Ham Kya hein, jo koi Kaam Hum se hoga

Jo kuchh bhi hua, hua karam se tere
Aur jo kucch ho ga, tere karam se hoga

Dar Dar k....sta Phira ley ke Iltija
Paya na Kahin Manzil-e-maqsood ka Pata

Aakhir tere Karam ne pukara Idhar to Aa
Aa Phir Idhar Aa, Tu Phir Mang Phir Mang"
__________________________________________________________


This is another beautiful example of qawwali sung by
the Grand Master Munshi Raziuddin from his archives.

Here the poetry starts in one raag and one kalam and after about 20 minutes blends into another raag and another kalam. During the 30th minute, at an appropriate moment, the master switches back to the original raag and kalam.

As long as the subject (mazmoon) is the same this license to move from one poet to another or one raag to another is unique to qawwali and adds an element of surprise and creativity that the listener loves.

Furthermore one kalam is never actually repeated exactly from one rendition to another.

1 comment:

Tasawwuf said...

issi thakey huae, dastey talab se mangtey hein,
jo mangtey nahin rab se, woh sab sey mantey hein

woh bheek manta hai haakimon key lehjey mein,
ham apney bachon ka haq bhi, adab se mangtey hein,

merey khuda, unhein taufeeq-e-shinasi dey,
chiragh ho key ujala, jo sab se mangtey hein,

woh baadshah, idhar murd key daikhta hi nahin,
ham apney hissey ka hissa kab sey mangtey hein,

mein shahzad-e-ghurbat, ameer-e-dast-e-anaa,
yeh log kya mere nam-o-nashab sey mangtey hein.

by Meiraj Faizabadi