Jo na japey khel jaaye, vo na iss taraf ko aaye
Ke Dayar-e-aashiqi mein, rah-e-vapsi nahin hai
Iss ishq ki manzil mein qadam soch ke rakhna
Darya-e-muhabbat ke kinarey nahin hotay
..........................
Recital by Molvi Haider Hassan the son of Molvi Ahmed Hassan qawwal. I love his simplicity and unassuming manner. Haider always appears to be so fully engrossed in the recital.
Share
Bhika Baat Agham Ki, Jo Kehan Sunnan Mein Naahi
Jo Jaaney so Na Kahey, Jo Kahe so Jaane Naai
Bheeka Bhukha Koi Na, Sub Kee Gudhri Mein Laal.
GirahKhoolan Na Jaanday, Is Bid Rehay Kangaal.
Trans:
Oh faqir none are needy, each one holds a ruby in their breast.
Not knowing how to untie the knot, is what makes us bereft.
- Hazrat Miraan Bheek
No comments:
Post a Comment