Thursday, July 28, 2011

Khwaja Piya Piya Piya - Munshi Raziuddin at his best

Filled with love and devotion, this is such a superb example of the essence of qawwali. Beseeching Khwaja Moinuddin Chishti (Gharib Nawaz) to colour us in his exact hue. Surely Munshi Raziuddin at his best. ...blown away. lajawab!

note karein kaise 15.40 ke qareeb kitni khubsoorti se tarz aur raag badalti hai


Khwaja Piya, Mori Rang do Chunariya
Rang do Chunariya, Mori Rang do Chunariya

Ayesi Rang do, Rang nahi chhootay
Dhobiya dhoye chaahey, saari umariya

Sun re beer rangrej ke, So mein paanch mohar dun toye
Ayesi chundar rang de, Ke Piya galey laga le moye

Hamri chundariya, piya ki pagardiya, Donon basanti rang de rangiley
Jo tu maangey rang ki rangaii, Mera jogan girvi rakh le rangiley
Bina rangwaye, tohey jaaney na dungi

Jo mujhay daikhta hai, Nam tera laita hai.............

No comments: