Monday, July 4, 2011

Mangte Hain Karam - Sabri Brothers



Mangte Hain Karam Unka Mang Rahey hein
Sada Mang Rahe hein

Jab Moj pe aayeen woh lehrein
Qatray ko samandar kar dala
Ye Un ki Reet Purani hai
Jisey khali daikha, bhar dala

Uss kali kamli walay nein
Kya kya na jahan mein kar dala
Ye Daen hai Mere Aaqa ki
Mangton ko Samandar kar dala

Mangte Hain Karam Unka mang rahey hein
Din Raat Medine ki dua mang rahey hein........

No comments: