Friday, September 7, 2012

Diyar-e-Ishq Main Apna Maqam Paida Kar


Sir Muhammad Iqbal
Nusrat Fateh Ali Khan, Bradford, 1983

Diyar-e-Ishq mein apna maqam paida kar
naya zamana, naye subah-o-sham paida kar

Build in love’s empire your hearth and your home;
Build Time anew, a new dawn, a new eve!


Khuda agar dil-e-fitrat shanas de tujh ko
sakoot-e-lala-o-gul se kalaam paida kar

Your speech, if God give you the friendship of Nature,
From the rose and tulip’s long silence weave.


Utha na sheesha garan-e-farang ke ehsan
sifal-e-hind se meena-o-jaam paida kar

No gifts of the Franks’ clever glass‐bowers ask!
From India’s own clay mould your cup and your flask.



Nusrat Fateh Ali Khan
Main shakh-e-taak hun, meri ghazal hai mera samar
mere  samar se mai-e-lala faam paida kar

My songs are the grapes on the spray of my vine;
Distil from their clusters the poppy‐red wine!


Mera tareeq ameeri nahin, faqeeri hai
Khudi na baich, ghareebi mein naam paida kar!

The way of the hermit, not fortune, is mine;
Sell not your soul! In a beggar’s rags shine.


http://iqbalurdu.blogspot.ca/2011/04/bal-e-jibril-151-javed-ke-naam.html

(Bal-e-Jibril-151) Javed Ke Naam

2 comments:

majeed104 said...

Diyar-e-Ishq main so sweet kalam.
Sufiana Kalam

Admin said...

kia awawz hai or kia kalam hai wah maza agiya
If you listen nusrat more collection like this visit it....
www.nusratcollection.com