Wednesday, February 27, 2013

Naatiya kalam - Chandni Raatain - Siddique Ejaz Qawwal


Mohammad Siddique & Ejaz Hussain Pappu Qawwal

naat os banda-e-khushbakht ki hoti hei qubool,
jis ka sarmaya e hasti ho faqat ishq e rasool

suhani raat thi aur pur-sakoon zamana tha
asar mein dooba hua jazb-e-aashiqana tha
jahan mein husn ka martaba bardhana tha
havas thi deed ki, aur meraj ka bahana tha

vo theen chandini ratein..........


jab gunahgar ke ambaar nazar aatey hein,
apney aamaal khatahvar nazar aatay hein
jab doob janein ke aasar nazar aatay hein,
to kali kamli mein vo sarkaar nazar aatay hein

daikh lo rehmat ki barsaat..............

wah wah bohatkhoob. particularly like the inclusion of both the violin and the clarinet.
both are played with sensitivity.

Thanks to Sayyan Qamar for sharing.  "This group is from Lahore. The main singers name is Ejaz Hussain Pappu, his father Mohammad Siddique is the one next to the first harmonium player. I think this group started singin in the early 60's. I have no idea who their Ustad is? Ejaz Pappu has passed away and now his son Mohsin Ejaz Qawwal is carrying the legacy forward. "


No comments: