Celebrating the birthday of Farid Ayaz today, I'd like to share this beautiful clip of Ghalib's poetry from a Karachi home recital shared by Junaid Zuberi.
Aah ko chaahiye ik umr asar hone tak
kaun jiitaa hai terii zulf ke sar hone tak
Ham ne maanaa ke taghaaful na karoge lekin
Khaak ho jaayen ge ham tum ko khabar hone tak
Gam-e-hastii kaa 'Asad' kis se ho juz marg ilaaj
shammaa har rang mein jaltii hai sahar hone tak
~ Mirza Ghalib
1 comment:
Sweet, beautiful, sung to perfection.The Abu Muhammed Farid Ayaz duo are artists without compare.They are the greatest for as long as I have heard qawwali.
Post a Comment