Monday, May 5, 2014

Baghon Mein Parde Jhooley - Chiragh Hassan Hasrat

Sajjad Ali's modern version:


Baghon Mein Parde Jhooley
Tum bhool gaye ham ko, ham tum ko nahin bhoolay

Ye raqs sitaron ka,
Taqdeer ke maron ka, sun lo kabhi afsana

Sawan ka maheena hai,
Sajan se juda reh kar, jeena bhi kya jeena hai

Ravi ka kinara hai,
Har moaj ke honton par, afsana hamara hai

Ab aur na tarsaao,
Ya ham ko bula bhaijo, Ya aap chaley aao

Dil mein hein tamanayein
Dar hai ke kaheen ham tum, badnaam na ho jaayen
~Chiragh Hassan Hasrat

Ghulam Ali's more traditional rendition:

No comments: