Friday, May 18, 2012

Jalwa dikha ke Yaar ne, diwana ker diya - Ahmed Warsi Nasiri Qawwal



"Ustad Mohammed Ahmed Warsi Nasiri Qawwal & Group performed at a ghar mehfil (home concert) in 2008 with a select group of listeners. This kalam (poem) titled "Khud Shamaa Ban Gaye Mujhe Parwaana Kar Diya..." was the gem of the evening. The core kalam is Jigar Moradabadi's but Warsisahib deployed masterful girehs (thematically related poetic insertions) drawing from Amir Khusrau, Faiz Ahmed Faiz, Shams Tabrizi, Jalaluddin Rumi and Fani Badayuni to name a few. The rendition is made more charming (in my opinion) by a couple of anecdotes he narrates to heighten the effect of the girehs. Warsisahib's wit is showcased when he notices a few people leaving the mehfil and turns that event into a sher (couplet) in the same meter as the one he was singing before it and following it. He notices a particularly enchanted elderly connoisseur in the back towards the end and asks me to crouch down from the video recorder to establish visual contact with him. All in all, this is among my favourite qawwali tracks of all time and I hope you all enjoy it!" ~ Irfan Zuberi

Credit: Irfan Zuberi
Poet: Jigar Muradabadi
Qawwal: Ahmed Warsi Qawwal and Party of Rampur


Jalwa dikha ke Yaar ne, diwana ker diya
khud shama ban gaye, mujhey parvana ker diya

Saaqi ki chashm-e-mast nein, mastana ker diya
aisi pilayi mujh ko ke, diwana ker diya

Kya mangtey ho mujh se, mere paas kuchh nahin
ik dil tha woh bhi aap ko, nazrana ker diya

Jaon mein kahan mein chhor ke, murshed tumhara ghar
tum ne hamarey ghar ko Khudakhana ker diya

Ye husn, ye nikhar, ye aankhon ki mastiyan
jiss pe nigah pard gayee, diwana ker diya

Allah, un ka aur bhi, rutba karein buland
lakhon gada ko aap ne shahana ker diya

....................

2 comments:

Abdul Wahab said...

Bohat Khob Mian...
Kuchh aur bhe sunwaain en se :)
Montazir hon

মেডিসিন corner said...

La jabab.